Meri Taqdeero Main Likhya Maula | Kahin Deep Jalay Song Lyrics | Singer Sahir Ali Bagga | DearM Lyrics
- Song - Kahin Deep Jalay
- Singer - Sahir Ali Bagga
- Lyrics - Sahir Ali Bagga And M. Mujtaba
- Music - Sahir Ali Bagga
Lyrics
raba ve
raba ve
teri duniya mere raba
kyu mujhe hi raas nahi
dil tota koi jore
rahi koi aas nahi
zakham pehle mite na
aa ke aur dete hain
mana jin ko sahara
wohi chor dete hai
meri taqdeero main likhya
maula tu hi mor de
mere naseebo ki utri rida
tu hi orh de
meri taqdeero main likhya
maula tu hi mor de
mere naseebo ki utri rida
tu hi orh de
haal e dil howa aisa
dard ki laher jaisa
jis ka na ilaj koi
dard yeh zaher jaisa
khali pan yun utra hai
ban ke ik qaher jaisa
mere is andhere mein
koi na saher jaisa
de na koi dilasa
gham pe gaor dete hai
mana jin ko sahara
wohi chor dete hai
meri taqdeero main likhya
maula tu hi mor de
mere naseebo ki utri rida
tu hi orh de
meri taqdeero main likhya
maula tu hi mor de
mere naseebo ki utri rida
tu hi orh de
dastak bina aye
gham bhi ajeeb hai
jante nahi hai inko
phir bhi kyu naseeb hai
hath jis ne thama tha
wohi na howe apne
haal tu hi jaane raba
tu hi to qareeb hai
tujhko hi ab kaho bus
dukh yeh aur dete hai
mana jin ko sahara
wohi chor dete hai
meri taqdeero main likhya
maula tu hi mor de
mere naseebo ki utri rida
tu hi orh de
meri taqdeero main likhya
maula tu hi mor de
mere naseebo ki utri rida
tu hi orh de
pyar jo mila mujhko
jeene ka bahana tha
kiya pata tha jaan le le ga
dil mera nishana tha
dard tha naseeb mein
dard ko nibhana tha
aag ke samunder mein
doob ke hi jana tha
zakham pehle mite na
aa ke aur dete hain
mana jin ko sahara
wohi chor dete hai
meri taqdeero main likhya
maula tu hi mor de
mere naseebo ki utri rida
tu hi orh de
meri taqdeero main likhya
maula tu hi mor de
mere naseebo ki utri rida
tu hi orh de
Leave a Comment